T.V.
BANAAM
TELEVISION
EK VISUAL SANCHAAR MADHYAM
SHOLAY @ GABBAR & SHAAN @ SAAKAL BOTH WRITTEN BY SALIM-JAWED AND DIRECTED BY RAMESH SIPPY
*LIFE EK PUZZLE HAI*
*"SU-KO-DU'' KE EK GAME KI TARAH
*PAHELEE KI APNI EK SHAILEE APNI EK SRINKHALA HAI, PAHELEE KI APNI EK DUNIYA HAI
*EK NIRARTHAK MEI SAARTHAK DHOONDHANA EK APURN KO PURN KARNA EK CLUE MEI APNE HAL DHOONDH LENA ISKA ANDAAJ HAI
KAI SAMEEKARANON MEI EK SAMEEKARAN APNE KAAM KA AVASHYA HOTA HAI, PAHELEE KI YAHI SHARTIYA GUNJAAISH HOTEE HAI .. JINDAGEE KA BHI YAHI DASTOOR HOTA HAI
AGAR HAL NAHI TO WO PAHELEE NAHI, PAHELEE BAS KSHADM HAI ...IS KSHADM KO HUMEIN KHOL LENA HAI
PAHELEE KA YAHI KHEL HAI
HUMNE TO CHEHRE KAI DEKHEIN HAIN SACH KE, MAJE KI BAAT TO YAH HAI KI HUMEIN CHEHARA KAUN SA PASAND HAI SACH KA ..AUR USEE KO HUM SACH MAAN LETE HAIN
MANLUBHAAVAN SATYA HI HUMAARA MAANAK SATYA HOTA HAI AKSAR
LATA MANGESHKAR
AMAJAD KHAN
COLAVERI-D
IN TEENON MEI EK ROMANCHAK SAMAANTA HAI. IN TEENON KI AWAAJ MINOR, MAHEEN, MINIMUM ....SCALE ADHAARIT THI*
MAGAR INKI MADHURATA, ATI UCHCHA PRASTUTI, KARNPRIYATA ...NE INHEIN HIT-SUPERHIT ...PRASIDHDH KAR DIYA*
MAGAR ...HAA ...MAGAR ...
SABHI SCALE PAR ACHCHI PRASTUTI UCHCHA STARIYA PRASTUTI HOTEE RAHTEE HAI, MAGAR ISSE HAR KOI/BAAT /CHEEJ LEGEND TO NAHI HO JAATA ...
TO ..PHIR ..ISMEI AISA KYA VISHESH THA*
INKE LEGEND HONE MEI SABSE BADA KAARAN AUR KAARAK RAHA, IS PRAKAAR KI KALAAKARITA PAR AMOOMAN KAM KAAM HONA ...USMEI BHI INMEI ITNEE UCHCHASTARIYA PRASTUTI NE ACHANAK PUBLIC KA MAN MOH LIYA ...MANTRAMUGDH KAR DIYA. IS PRAKAAR PRASIDH SE LEGEND BAN GAE*
SUMMARY : AGAR KISEE VISHESH KSHETRA YAA MASLE MEI PROPER WORK NAHI HO RAHA HAI ATHWA ALPA YAA ATYALPA YAA NAGNAYA WORK HO RAHA HOTA HAI, AGAR USMEI AAP UCHCHA STAREEYA PRASTUTI DETE HAIN TO NA SIRF PRASIDH AUR HIT HONE KE CHANCES ADHIK HO JAATE HAIN BALKI SAATH HI LEGEND BANNE KE AVASAR BHI BANE RAHTE HAIN*