Thursday 31 August 2023

DON II

 A Blasting Film with HAWA HAWA Song

Film DON II link

https://youtu.be/6rBfXMzOJVE?si=Tgpn27LFdAk-cXIAv

Song Hawa Hawa link

https://youtu.be/psYgmvgTJuw?si=-kpoumqIzTuXbmlU


Song Hawa Hawa was inspired by Iranian Singer Kourous Yougmai s Havar Hawar

http://aknayan.blogspot.com/2022/05/real-credits.html?m=1


LAL DUPATTA MALMAL KA


EK KAMAAL KI MUSICAL BLOCKBUSTER FILM THI

MAGAR

EK VIDEO FILM THI ISLIE YAH FILM KABHI HALL MEI NAHI LAGI


PREM PRATIGYA

 SONG : 

'SHEESHE KI UMRA PYAAL KI DIL KI BISAAT KYA ...'

https://youtu.be/otha8pqPUwU?si=du0cyVPYiO9z1agw

The Best Song with Tragic cum Dance in indian cinema

Indian Cinema ka yah song apne situation mei the best hai

Is song ki sabse achchi baat yah hai ki iska situation full tragic hai magar isko itnee masti se filmaya gaya hai itna achcha choreography + dance + act kia gaya hai ki tragic scene par haawee nahi hota balki public jhoom uthati hai

Tragic situation MEI purn madhur gaane ke saath itne fast aur jhoomne wale dance step ke saath itna achcha full entertainer song indian film industry mei Single The Best bana hai


Other Hindi Film Song 'Tragic' at Fast Motion

(Kalyug aur Ramayan)

Yug yug tak dukh saha

https://youtu.be/gOO15mI3o64?si=f9U2L_85iRWudyTj

MILE SUR MERA TUMHARA

https://youtu.be/-jf6pwtPqCs?si=MT7wNM6tCcF0a_zq

@  A EXTRA ORDINARY MILESTONE OF INDIAN MUSIC & MUSICAL HIT

CARD

 



CARD
CARD IS A STORIES SERIES
STORY HOLD AND ROTATE THROUGH CARD ALL TYPE GAME
CARD'S FIRST STORY IS BASED ON CARD'S ONE OF THE MOST POPULER GAME TWENTY NINE @ 29 WITH THE NAME'S TITLE THE TITLE TWENTY NINE @ 29

29
TWENTY NINE

Vividh Shahar se aae hue 4 person Tom, Roji, lolo aur Varun aapas mei card ka 29 game khelte hain, 

Card game mei Money gamble shaamil kia jata hai,

Is gamble mei bhi gambling shuru ho jaatee hai,

Twist badhta hai;

Tom aur Roji ek party hain to Lolo aur Varun second party,

Khel mei varun jeetna shuru karta hai,

Achanak lolo galti kartee hai, Varun haarne lagta hai,

Kel badhta hai,

is advantage ka faayda rojee uthaati hai, uski jabardast chaal se varun haar ki kagaar par pahunch jata hai,

Tabhi Tom ki ek apratyaashit galti Varun ko phir se khel mei Varun ko jeet ke muhaane par pahuncha deti hai ...

Khel ke utaar chadhaav romanchak stage par pahunch jate hain

"Ek Achcha khilaadee woh hota hai jo apni jeet se adhik khel ki jeet ke lie khelta hai"

TO BE CONTINUED

http://aknayan.blogspot.com/2023/09/29.html?m=1

http://aknayan.blogspot.com/2023/09/card.html?m=1

http://aknayan.blogspot.com/2023/08/card.html?m=1


INTRODUCTION

*CARD KI APNEE EK VICHITRA DUNIYA HAI

EK PRAKAAR SE TO YAH EK KHEL HAI

MAGAR

SAMBHAVTAH KHEL MEI IS MAAMLE MEI PRATHAM STHAAN PAR HAI KI IS KHEL KO JUE KE SABSE NIKAT MAANA JAATA HAI

THIK USEE PRAKAAR

JAISE ADEE KAAL MEI CHOUPAD EK KHEL THA MAGAR YAH JUE KE SABSE NAJDEEK KA KHEL JUE KE SABSE SAMKAKSH KA KHEL THA

AAJ KE DAUR MEI CARD WO SARVAADHIK JAN SAAMANYA KHEL HAI JO JUE KE SABSE NIKAT SABSE SAMKAKSH HAI

SARVAADHIK JAN SAMAANYA ISLIE KYUNKI JUE KE ANYA NIKATSATH KAI KHEL MEI CASEENO YAA ISEE PRAKAAR KE ANYA GAMES BHI KHOOB AATE HAIN


KHEL MEI JUA YAA SATTEBAAJEE KOI NAI BAAT NAHI HAI

INSAAN AADI KAAL SE HI KAI CHEEJON MEIN JUA KHELTA YAA SATTA LAGAATA RAHA HAI

KABHI MURGON KI LADAI MEI

KABHI SAAP NEWLE KI LADAI MEI

KABHI KUCH TO KABHI KUCH MEI

BAAT KHEL KI NAHI HAI

BAAT HAI PRAVRITI KI

KHEL AUR JUA DO VIVIDH CHEEJ HAIN

KHEL TO KHEL HAI

ISME KOI JUA NAHI HOTA

JUA LAGANA TO INSAANEE PRAVRITI HAI

ISLIE KHEL KHEL MEI BHI JUA LAG JAATA HAI' YAA' PHIR KHEL MEI JUE KI SHURUAT HO JAATEE HAI

KHEL KA KHEL ALAG HOTA HAI

JUE KA KHEL ALAG HOTA HAI

MAGAR JAB KHEK AUR JUA MIL JAATE HAIN TO EK ALAG KHEL KA NIRMAAN HOTA HAI


KHEL BURA NAHI HOTA MAGAR JUA BURA HOTA HAI

AGAR BURA NA HOTA TO MAHABHARAT KA YUDH NA HUA HOTA


"KHEL AUR JUA JAB MIL JATE HAIN TO PHIR EK NAE PRAKAAR KE GAME KA JANMA HOTA HAI"


JUE NE KHEL KHEL MEI KUCH KHEL PAR APNA VARCHSWA JAMA LIYA HAI

ISLIE WO KHEL APNE KHEL KE LIE KAM AUR JUE KE LIE ADHIK JANE JATE HAIN.

INMEI EK HAI

CARD


KISI KHEL MEI DAANV YAA SHART YAA USPAR SATTA LAGNA LAGANA ALAG BAAT HAI MAGAR KOI KHEL HI INSE SEEDHE TAUR PAR JUDA HO YAH EK AUR BAAT HAI


 JUA KHEL SE BAAHAR BHI LAGATA HAI,

TO KHEL MEI BHI JUA LAGATA HAI


SATTA TO KISEE BHI KHEL MEI LAGTA YA LAG SAKTA HAI

MAGAR

KAI AISE KHEL BHI HAIN JINMEI AMOOMAN KHEL KE DAURAAN SATTA LAGTA HAI

JAISE RACE COURCE, BOXING RING, WRESTLING ...

TO KUCH KHEL AISE HAIN JO AAM TAUR PAR JUE KE LIE YA PHIR JUA KHELNE MEI INKA ISTEMAAL SABSE ADHIK HOTA HAI

JAISE CASEENO GAMES, CARD ..

INMEI EK HAI CARD

IN KHELON MEI BHI SABSE ADHIK LOKPRIYA JUADHAAREE KHEL HAI CARD

EK TO YAH GHAR SE LEKAR HAR STHAAN PAR KHELAJANE WALA LOKPRIYA KHEL HAI HI

SAATH HI JAB BHI JUA KHELNA HO SABHI KHELON MEI ISKI YAAD SABSE PAHLE AATEE HAI

ISLIE

ISE JUE KA RAHA, KING OF BET BANAAM BETKING KAH SAKTE HAIN

BETKING


@ 1001 FREE STORIES


AKAYLA



SATYA AKAYLA HI HOTA HAI MAGAR AVIJEET

ADHOORA

 


MAIN WAHI INSAAN HUN JO PAHLE THA


MAIN WAHI WRITER HUN JISE SAU+ (100+) SAAL SE FILM INDUSTRY MEI INSAAF NAHI MILA


MAIN WAHI INNOCENT HUN JISE AADIKAAL SE HAQ NAHI KI MILA


MAIN ADHOORA WAHI HUN JISKO LOGO NE APNE AAPKO PURA KARNE KE LIE ISTEMAAL KIA


MAIN WAHI HUN


MAIN WAHI HUN JISE ADARSH AUR UPADESH KI JANAMGHUTTI PILA VEERTA AUR SHAURYA KE LIE BADE BADE GUIDELINE DIE GAE


MAIN WAHI HUN JO UPADESH DENE WALO KE HI RAN+NEETIK GANIT KA SHOSHAN KA SHIKAR HUA


MAIN WAHI HUN JISE UPADESH DENE WALO NE UPADESH DEKAR DHARM SANKAT MEI LAA KHADA KIA


AB MAIN YUDH KARTA HUN TO WO TO APNI GALTI MANENGE NAHI MANENGE NAHI TO SUDHARENGE NAHI


AB MAIN LADTA HUN TO WO SWAYAM KO SAHI THAHRANE KE LIE MUJHE GALAT THAHRAENGE


MAHABHARAT KA YUDH TO ARJUN KA APNE MENTORS SE BHI/ HI HUA THA


UN GURUON KO APNI HI DI HUI SIKSHA AUR SHISHYA SE YUDH KARNA PADA THA JAHA SHISHYA DHARM PAR THA GURU ADHARM PAR


ADHARM SE DHARM KI STHAPNA KA SWAPAN DEKHNE WALE KAURAV GURU KI SAMALLIT SENA KE BAAWJOOD TABAAH AUR NESTANABOOT HO GAE ALBATTA JABKI KAURAVON KI SENA PAANDAV KE SENA SE KAI GUNA ADHIK VISHAL THI TAB BHI


MUJHE GALAT THAHRANE SE PAHLE APNI AATMA MEI JHANKAR DEKHEIN TO YUDH SE PAHLE YUDH TO WO YUDH BHUMI SE PAHLE HI HAAR JAENGE


MAGAR MASALA JEET HAAR KA NAHI DHARM ADHARM KA HAI


AGAR MAIN ADHOORA HUN TO WAJAH AAP HAIN


AGAR TUMME BHI MAIN HUN KI SAMPURNTA KA EHSAAS DILAKAR KADAM KADAM PAR INSAAN WRITER NAAGRIK ..KE SAATH YAH SAB HO ATHWA ISE AISE SOCHIE KI YAHI AAPKE SAATH HO TAB AAPKO KAISA LAGEGA


KYA AAP YAHI PRASNA MUJHSE NAHI KARENGE


MERE PRASNON KA UTTAR MUJHE NAHI SWAYAM KO DGE AGAR AAP SWAYAM KE LIE UTTAR DHOONDH SAKE TO MUJHE BHI UTTAR MIL JAEGA 


KYUNKI PRASAN KABHI VYAKTIGAT NAHI HOTE YAH BAS SATYA ASATYA SAHI GALAT PAAP PUNYA KE BEECH APNE ARTH KI KHOJ MEI GHADEE KE PENDULAM KI TARAH DOLTE RAHTE HAIN


@ TRIBUTE @ EK DOCTOR KI MAUT

 


*EK DOCTOR KI MAUT SCIENTIST SUBHAS UPADHAY KE JEEVAN PAR EK SACHCHI GHATNA PAR ADHAARIT FILM HAI

*IS FILM MEI SUBHAS UPADHYAY KA ROLE PAATRA SCIENTIST DEEPANKAR ROY NE KIA HAI JISE PARDE PAR ACTOR PANKAJ KAPOOR NE NIBHAYA HAI


*IS FILM KI SATYATA ITNEE SATEEK HAI KI YAH NA KEWAL SATYA KI PARAT KHOLTEE HAI BALKI YAH BHI BATAATEE HAI KI INTELECTUAL WORLD KE GAME KAISE HOTE HAIN

*AAMTAUR PAR SEEDHEE SAADEE DUNIYA MEI KABHI YAH GAME LOGO KO KAI BAAR TO ISTEMAAL HO JAANE KE BAAD BHI SAMAJH NAHI AATE THE MAGAR SAMAY KE SAATH SHAATIR HOTEE NEET NAVEEN DUNIYA MEI UTROTTER AUR BHI SPASAT SAMAJH AUR NAJAR AATE HAIN


*IS SATYA KATHA MEI AAP KEWAL YAH MAT DEKHIE KI WO AUR USKA USKE KAAM AUR GUNVATTA KA ISTEMAAL KIS PRAKAAR HUA BALKI YAH DEKHIE KI SACH MEI USKE BAAD KYA HUA

*USSE BADEE KAHAANEE USKE AAGE BALKI FILM KE PURN HONE KE SAMAY SANKETON MEI CHHIPI HAI JISE SHAAYAD US WAQT KE NAJARIE SE JAB YAH GHATNA HUI ATHWA USKE BAAD KE NAJARIE SE US TAATKAALIK KAAL MEI UTNA MAHATVAPURN NAHI MANA GAYA THA

*WO EVENT THA DR SUBHAS MUKHADHYAY KA APNE PROJECT KE AFSARSHAAHEE RAWAIYE SE PARESHAAN HONE KE BAAD USI SAMAY WORLD KE DUSRE BHAAG MEI SAMAAN TEEKE KI KHOJ AUR PHIR UNHEIN USME EK STHAAN DEKAR MANO SAMAANIT KARNE KA INTELECTUAL TAREEKA : BALKI ISKE PEECHHE KA RAHASYA KYA HAI SAMAJHA JA SAKTA HAI

Wednesday 30 August 2023

ASTRO ASTRO

 A Column About All Astro Prospectives*

& Links will Be provided in this column*

Astro Science

 What is Astro Science?

Astro is reading and calculating process and  method about universal cum beyond Universal Effects via all subjective cum beyond subjective views. Subjective views as Physics, Chemistry, Math ..and beyond Subjective as Anumaan, vivek ..SO ON*

LOVE FACE

 


OUR HIDDEN BEAUTY COMES ON THE FACE

LIP LOVE



 LIP LOVE BELONGS TO KISS LOVE

RACE


*WE ALL ARE SILVER DREAM RACER, EVERYONE IS IN RACE : THERE IS UNANNOUNCED COMPETITION ABOUT IT*

MARKET

 A Business Bonding


*MARKET INSAAN NAHI KAAM KE SIDDHAANT PAR CHALTA HAI; MARKET EK AISA BAAZAAR HAI JAHA INSAAN KI PEHCHAAN USKE KAAM SE HOTEE HAI*


Is sidhaant ko jitnee jaldi samajh lia jae utna hi achcha hai

Aam insaan yaa wah insaan jabtak yah nahi samajh pata tabtak woh market ke lie baazaar ka ek item maatr hai

Agar ..is market mei tikna hai to ...is market ko aatmsaat karna hoga ..is market ka hissa banna hoga*


Insaan Market ke haath ki kathaputli hai

Insaan Achhaai aur Buraai ke taraaju mei taulata rahata hai jabki Market Labh aur Haani ke rup mei Insaan ko taulate rahatee hai


Insaan sirf us din hi Market par Raaj kar sakta hai jis din wo Swayam ko bechana aur dusaron ko khareedana seekh jae ...

To Be Continued


@ 1001 Free Story 


TG @ THE GOD @ THE GREAT GOD : KHOLIE KHUSHIYON KI TIJOREE*

 


*AAP HI BATAIE KAHAAN SE KHOLEIN KHUSHIYON KI TIJOREE : TIJOREE KA MAAL TO PAHLE HI CHOREE HO GAYA : BRAHAMASTRA BRAHMASTRA MEI DIKHA TO TIME MACHINE, MAHABHARAT REBORN, KALKI AVATAAR ..PROJECT K @ KALKI 2898 AD MEI : ABHI TO ITNA SPASAT DIKH RAHA HAI .. : BATAIE KYA KAROON*

Sunday 27 August 2023

BERMUDA

 

One of The Most Mysterious Place on The Earth




Earthly Position



THE TILL DATE NO ONE KNOWS THAT HOW IS HAPPENING ALL THESE MYSTERIOUS INCIDENTS AND WHAT IS THE REASON BEHIND IT/WHO IS BEHIND THIS

Wednesday 23 August 2023

Art In New Meaning*


*IF WE SEE CLOSE VERSION IT IS A GOOD ARTISTIC WORK*

Best Photo Celebraties

Monica Belucci

(Real Image)

Merlin Monroe

(Photoshoot)

Shree Devi

(Nagina)

SPECIAL NOTE

*In this column the photos has been selected that become Symbolic Iconic Identification of Celebrities*


Brad Pitt

(Troy)

Joequin Phoenix

(Joker)

Marlon Brando

(The God father : God father)

Amrish Puri

(Mr India : Mogambo)

Amitabh Bachchan

(Shahenshah)


Amjad Khan

(Sholay : Gabbar)


Kulbhushan Kharbanda

(Shaan : Saakaal)


Sadashiva Amrapurkar

(Sadak : Maharani)

CONTINUE


Monday 21 August 2023

TG



*EK RACHANA KA MAHATVA RACHANA KE UNIQUE HONE SE BADHATA HAI + RACHANA UNIQUE TAB HOTEE HAI JAB USKE EK YAA EKAADHIK YAA MAXIMUM INPUTS NAE HOTE HAIN ++ FIRST IMPRESSION IS LAST IMPERESSION  +++ IS BAAT KA MAHATVA RACHANA MEI BHI HAI ++++ AAM INSAAN BHI IS BAAT KO SAMAJHTA HAI +++++ ISLIE INTELECTUAL HONE KE KAARAN YAH SAMAJHNA AUR BHI AASAAN HAI ++++++ EK ARTIST HOKER ARTIST KI BAAT SAMAJHNA BHI USI PRAKAAR AASAAN HAI*

Thursday 17 August 2023

INDIAN CINEMA

 INDIAN CINEMA,

BIRTH : 3 MAY 1913

SE AAJTAK ABHITAK INDIAN CINEMA MEI JITNEE BHI KAHAANIYAAN CHOREE HUI HAIN AAJTAK WRITER KO USPAR KABHI BHI MAIN REAL WRITER HONE KE BAAWJOOD TAMAAM SOCIAL, CIVIL, LEGAL ...TAMAAM PRAYAAS KE BAAD BHI SCREEN PAR WRITER MEI NAAM NAHI MILA HAI

100+ YEAR HO GAE, KAHAANEE KI KAHAANEE JAAREE HAI ...

REAL CREDITS

INSPIRED SONG


MAIN JIS DIN BHULA DUN TERA PYAAR DIL SE WO DIN AAKHREE HO MERI ZINDAGEE KA


https://www.youtube.com/watch?v=ieS7FaujZYE


https://www.youtube.com/watch?v=lMhIOEuD6NI&pp=ygUobWFpbiBqaXMgZGluIGJodWxhIGRvb24gdGVyYSBweWFyIGRpbCBzZQ%3D%3D


One Audience Mohammad Akber described that Dhun/Lyrics is similar to song "Tumhi mere mandir tumhi meri puja tumhi devta ho" from film "Khandan"

PHILOSOPHY




IS PHILOSOPHY INDICATIONAL OR FUNCTIONAL STRUCTURE OF WORD BINDING ?

OR

IS PHILOSOPHY CROSSBREEDED VERSION OF WORDS?


WHEN PHILOSPHICAL RULES OVERROOT OR OVERSHADOW OR CUT OR CROSS OR REPLACE EACH OTHER, QUESTION ARISES*


WHEN ITS OWN RULES RULE & ROLL ON EACH OTHER, QUESTION ARISES*


http://aknayan.blogspot.com/2023/08/the-truth.html?m=1

http://aknayan.blogspot.com/2023/08/true-truth.html?m=1

http://aknayan.blogspot.com/2023/08/the-dark-truth.html?m=1

http://aknayan.blogspot.com/2023/08/philospy_17.html?m=1

http://aknayan.blogspot.com/2023/08/philospy.html?m=1

http://aknayan.blogspot.com/2023/08/entertaing-philospy.html?m=1

http://aknayan.blogspot.com/2023/08/satya-kathan.html?m=1

REAL CREDITS

 INSPIRED SONG


MAINE PYAAR TUMHI SE KIA HAI


https://www.youtube.com/watch?v=HpAzeTNsnlo&pp=ygUsbWFpbmUgcHlhciB0dW1oaSBzZSBraXlhIGhhaSBwYWtpc3Rhbmkgc29uZyA%3D


https://www.youtube.com/watch?v=84OvbJwasOM&pp=ygUWcGhvb2wgYXVyIGthYW50ZSBzb25ncw%3D%3D


LAKSHYA

EK HI "LAKSHYA" KE LIE VIVIDH "VYAKTITVA" JAB KAARYA KARTE HAIN TO VIVIDH "CHARITRA" KA JANAM HOTA HAI

THIK USI PRAKAAR JIS PRAKAAR EK HI LAKSHYA "KRAANTI" KE LIE ABRAHAM LINCON, CARL MARKS, MAHATMA GANDHI ...JAISE VIVIDH VYAKTITVA AUR CHARITRON KA JANAM HUA THA


Alien Spot On Earth

America : Area 51


Barmuda Traingle


Species visiting in Human life by hiding their Identity

Wednesday 16 August 2023

YAHUDI

Ye mera deewanapan hai ya Mohabbat ka saroor

https://www.youtube.com/watch?v=jBxDcoFVdVQ&pp=ygUWeWUgbWVyYSBkZWV3YW5hcGFuIGhhaQ%3D%3D 

THE GUIDE



 Wahaa kaun hai tera Musafir jaega kahaan

https://www.youtube.com/watch?v=haO0ucjvxeo&list=RDhaO0ucjvxeo&index=2&pp=8AUB


SATYA KATHAN



EK BADE PHILOSOPHER NE KAHA HAI,

SATYA KAHNE KE LIE BAHUT SHABDON KI AVASHYAKTA NAHI HOTEE


MAGAR,

SATYA SAMJHANE KE LIE BAHUT SHABDON KI AVASHYAKTA HOTEE HAI,

KYUNKI SABON KE SAMJHNE KI KSHAMTA AUR NAJARIA VIVIDH HAI


AGAIN, 

BY PHILOSPY CONFIRMS KI PHILOSPY IS NOT THE PERMANENT TRUTH, 

IT IS ABSOLUTE SYMBOL OF PARTICULAR POSITION,

WHEN POSITION VARY PHILOSPICAL TRUTH ALSO VARY OR MAY VARY;


PHILOSPY IS NOT TOTALY WRONG, BUT IS NOT ABSOLUTE TRUTH, AS OTHER SUBJECT; THAT HAS ALSO ITS LIMITATION TO JUDGE ANYTHING*


IT IS MATTER ABOUT SUBJECT S LIMITITION ONLY

AND

NIETHER OR NOR ANY SUBJECT CAN REPLACE OR OVERSHADOW THE TRUTH*


SUBJECT ARE VARIABLE BUT TRUTH ARE PERMANENT*


http://aknayan.blogspot.com/2023/08/the-truth.html?m=1

http://aknayan.blogspot.com/2023/08/true-truth.html?m=1

http://aknayan.blogspot.com/2023/08/the-dark-truth.html?m=1

http://aknayan.blogspot.com/2023/08/philospy_17.html?m=1

http://aknayan.blogspot.com/2023/08/philospy.html?m=1

http://aknayan.blogspot.com/2023/08/entertaing-philospy.html?m=1

http://aknayan.blogspot.com/2023/08/satya-kathan.html?m=1

STORY S STORY

EK KAHAANEE KALAM SE PAHLE KALPANA SE LIKHEE JAATEE HAI

A STORY HAS WRITTEN THROUGH IMAGINATION BEFORE BY PEN


"KAHAANEE KALAM SE NAHI KALPANA SE LIKHEE JAATEE HAI"

Saturday 12 August 2023

SPECIAL

 What is Special ?

Our Willings, Our Duty, Our Aim*

When we suffer from Life, All matters. But One Time has come when we have to think that All are running for his Willings in Life then where is Space for Duty and Aim. If Duty & Aim deserve in Willings then its Okk otherwise Question matters*

@ A short form with Large discussions*

U.N.O. : UNITED NATION ORGANISATION

 U.N.O. @ UNITED NATION ORGANISATION PERMANENT MEMBERS SHOULD BE RE-ELECTED ALSO BY ELECTION PROCESS OR OTHER ADVANCED PROCESS

OR

UNITED NATION ORGANISATION MEMBER'S PERMANENT MEMBERSHIP SHOULD BE ON HOLD WHEN MEMBER HAS BEEN FOUND TO ARISE BATTLEFIELD IN WORLD


THE PERMANENT MEMBERS CAN NOT TAKE WAR ADVANTAGE SPECIALY ON OTHER NATION'S FIELD.


http://aknayan.blogspot.com/2022/?m=1

http://aknayan.blogspot.com/2023/08/uno-united-nation-organisation.html?m=1

http://aknayan.blogspot.com/2022/05/russia-ukrane-war-world-war-3-trail.html?m=1

http://aknayan.blogspot.com/2021/08/afgaan-trail.html?m=1

http://aknayan.blogspot.com/2021/08/the-historical-truth.html?m=1

http://aknayan.blogspot.com/2021/08/india-china.html?m=1

http://aknayan.blogspot.com/2023/08/pm-cm.html?m=1

http://aknayan.blogspot.com/2023/08/poll-nation-state.html?m=1

Friday 11 August 2023

TRUE & TRUTH

 


TRUE, TRUE LIES & TRUTH

SATYA KABHI KISI SE PRABHAVIT YAA PARIVARTIT NAHI HOTA

WO HAMAARA ALAG NAJARIE ALAG DRISHTIKON ALAG SAMAJH SE VIVIDH NAJAR AATA HAI

BUT TRUTH IS STABLE

EVEN IF IGNORED

EVEN IF JOKED

EVEN IF MOKED

BUT

TRUTH IS STABLE

ALONE

BUT STABLE ALONE

IT IS TRUTH S IDENTITY

ABOVE THAN 

ALL THE DISPUTES

ALL THE ACCEPTANCE OR NON ACCEPTANCE

ALL THE SUCCESS OR FAILURE

TRUTH IS IMMORTAL

IN ALL THE MEANING

MAY BE MOLDED, DIVERTED ..SO ON

BUT

CAN NOT BE DESTOYED EVER

IN ANY MEANING,

IT IS SUCH MEANINGFULL WITH FULL MEANING

IT IS ITS IMMORTALITY*


http://aknayan.blogspot.com/2023/08/the-truth.html?m=1

http://aknayan.blogspot.com/2023/08/true-truth.html?m=1

http://aknayan.blogspot.com/2023/08/the-dark-truth.html?m=1

http://aknayan.blogspot.com/2023/08/philospy_17.html?m=1

http://aknayan.blogspot.com/2023/08/philospy.html?m=1

http://aknayan.blogspot.com/2023/08/entertaing-philospy.html?m=1

http://aknayan.blogspot.com/2023/08/satya-kathan.html?m=1

TG

 TG @ THE GOD @ THE GREAT GOD


@ TRAVELLER


@ WRITER

@ PHILOSOPHER

@ ASTROREADER


"TIMEZEE"



AS WRITER STHITI AUR SAMASYA KO BATAYA

AS PHILOSPER TRUTH SE BADI KOI PHILOSPY NAHI, KYUNKI PHILOSPY CROSS EXAMINES SELF ALSO

AS ASTRO READER ALL PROOFS HAVE BEEN PRESENTED


AB ISHWAR SE MUJHE KOI SHIKAAYAT NAHI HAI**

PM CM

PM CM MAY BE DIFFRENT PARTIES BUT ARE TRUELY MADE FOR NATION. SO BOTH ARE RESPONSIBLE FOR NATIONALITY IN ALL MANNERS

Poll : Nation & State

Public are figures but should be United as Human & Humanity. Friction or Frictional behaviour is not good for society

Thursday 10 August 2023

TG

TG @ THE GOD @ THE GREAT GOD

Ek Baar jab kaha tha ki TG ki making me 2000cr lagenge tab uss waqt film 200 crore se adhik ki nai banti thi tab shaayad kisi ko Vishwas nai hua, magar shayad uss din munh par Saraswati baithi thin : inke Leak banaam Side effect se hi Effect clear ho gaya : 400 + 600 crore Brahmastra aur Project k @ kalki 2898 ad se clear Ho gaya

Leak

Leak page present karna meri anivaaryata aur majboori dono hai

Agar TG @ THE GOD @ THE GREAT GOD mei wahi part iske release hone par dikhenge to logo ko lagega maine copy kia hai; balki sachchai iske ulat hain

Main sirf sach aur adhikaar ki baat kar raha hun,

Mera maqsad kahi se kisi ka apmaan karna nahi hai

Kahaanee ki Kahaanee

INDIAN CINEMA : Indian Cinema ke janma 3 may 1913 se lagbhag Aajtak jitni bhi kahaaniyaan chori hui hain Writer ko Aajtak usne Naam nahi mila hai, basic rup se yah naam aur pehchaan ki chori ka stealing identity ka maamla hai : kahaanee ki kahaanee yahi hai


WORLDWIDE WRITING

Worldwide Film line mei Writer se adhik balki kai guna adhik kahaniyaan Producer aur Director more than 70-75 percent story likhte hain, bache 20-25 percent area mei bhi credit lene ki bhookh Writer aur Writing ke astitva ko samapt karne ka open sadyanta hai; ISKE KAI TAREEKE hain


THE BEST WAY OF STORY STEALING METHOD 

"EK KAHAANEE KE THEAM IDEA STORY STORYLINE KO NAE SIRE SE GADHNA AUR MUL SE ALAG DIKHANE KI KOSHISH IS KHEL KA SABSE BADA GAME HAI"


AI gambling

Aajkal isme bhi credit lene ka naya ek chalan  aur add ho gaya hai, kahaanee humne nahi AI ne likhi hai, Robot ne aur uspar to sabka adhikaar nai


WRITER & WRITING & PUBLIC & REASON

We should know the reason behind truth that why are not coming good stories; we blame culture, invornment ..many reasons ..may be something ..but the main reason is Stealing Identity and Credit card gambling game.