*EK DOCTOR KI MAUT SCIENTIST SUBHAS UPADHAY KE JEEVAN PAR EK SACHCHI GHATNA PAR ADHAARIT FILM HAI
*IS FILM MEI SUBHAS UPADHYAY KA ROLE PAATRA SCIENTIST DEEPANKAR ROY NE KIA HAI JISE PARDE PAR ACTOR PANKAJ KAPOOR NE NIBHAYA HAI
*IS FILM KI SATYATA ITNEE SATEEK HAI KI YAH NA KEWAL SATYA KI PARAT KHOLTEE HAI BALKI YAH BHI BATAATEE HAI KI INTELECTUAL WORLD KE GAME KAISE HOTE HAIN
*AAMTAUR PAR SEEDHEE SAADEE DUNIYA MEI KABHI YAH GAME LOGO KO KAI BAAR TO ISTEMAAL HO JAANE KE BAAD BHI SAMAJH NAHI AATE THE MAGAR SAMAY KE SAATH SHAATIR HOTEE NEET NAVEEN DUNIYA MEI UTROTTER AUR BHI SPASAT SAMAJH AUR NAJAR AATE HAIN
*IS SATYA KATHA MEI AAP KEWAL YAH MAT DEKHIE KI WO AUR USKA USKE KAAM AUR GUNVATTA KA ISTEMAAL KIS PRAKAAR HUA BALKI YAH DEKHIE KI SACH MEI USKE BAAD KYA HUA
*USSE BADEE KAHAANEE USKE AAGE BALKI FILM KE PURN HONE KE SAMAY SANKETON MEI CHHIPI HAI JISE SHAAYAD US WAQT KE NAJARIE SE JAB YAH GHATNA HUI ATHWA USKE BAAD KE NAJARIE SE US TAATKAALIK KAAL MEI UTNA MAHATVAPURN NAHI MANA GAYA THA
*WO EVENT THA DR SUBHAS MUKHADHYAY KA APNE PROJECT KE AFSARSHAAHEE RAWAIYE SE PARESHAAN HONE KE BAAD USI SAMAY WORLD KE DUSRE BHAAG MEI SAMAAN TEEKE KI KHOJ AUR PHIR UNHEIN USME EK STHAAN DEKAR MANO SAMAANIT KARNE KA INTELECTUAL TAREEKA : BALKI ISKE PEECHHE KA RAHASYA KYA HAI SAMAJHA JA SAKTA HAI
No comments:
Post a Comment