TG @ THE GOD @ THE GREAT GOD
Ek Baar jab kaha tha ki TG ki making me 2000cr lagenge tab uss waqt film 200 crore se adhik ki nai banti thi tab shaayad kisi ko Vishwas nai hua, magar shayad uss din munh par Saraswati baithi thin : inke Leak banaam Side effect se hi Effect clear ho gaya : 400 + 600 crore Brahmastra aur Project k @ kalki 2898 ad se clear Ho gaya
Leak
Leak page present karna meri anivaaryata aur majboori dono hai
Agar TG @ THE GOD @ THE GREAT GOD mei wahi part iske release hone par dikhenge to logo ko lagega maine copy kia hai; balki sachchai iske ulat hain
Main sirf sach aur adhikaar ki baat kar raha hun,
Mera maqsad kahi se kisi ka apmaan karna nahi hai
Kahaanee ki Kahaanee
INDIAN CINEMA : Indian Cinema ke janma 3 may 1913 se lagbhag Aajtak jitni bhi kahaaniyaan chori hui hain Writer ko Aajtak usne Naam nahi mila hai, basic rup se yah naam aur pehchaan ki chori ka stealing identity ka maamla hai : kahaanee ki kahaanee yahi hai
WORLDWIDE WRITING
Worldwide Film line mei Writer se adhik balki kai guna adhik kahaniyaan Producer aur Director more than 70-75 percent story likhte hain, bache 20-25 percent area mei bhi credit lene ki bhookh Writer aur Writing ke astitva ko samapt karne ka open sadyanta hai; ISKE KAI TAREEKE hain
THE BEST WAY OF STORY STEALING METHOD
"EK KAHAANEE KE THEAM IDEA STORY STORYLINE KO NAE SIRE SE GADHNA AUR MUL SE ALAG DIKHANE KI KOSHISH IS KHEL KA SABSE BADA GAME HAI"
AI gambling
Aajkal isme bhi credit lene ka naya ek chalan aur add ho gaya hai, kahaanee humne nahi AI ne likhi hai, Robot ne aur uspar to sabka adhikaar nai
WRITER & WRITING & PUBLIC & REASON
We should know the reason behind truth that why are not coming good stories; we blame culture, invornment ..many reasons ..may be something ..but the main reason is Stealing Identity and Credit card gambling game.
No comments:
Post a Comment