AMIT KUMAR NAYNAN
@ 1001 FREE STORIES*
*LIFE EK PUZZLE HAI*
*"SU-KO-DU'' KE EK GAME KI TARAH
*PAHELEE KI APNI EK SHAILEE APNI EK SRINKHALA HAI, PAHELEE KI APNI EK DUNIYA HAI
*EK NIRARTHAK MEI SAARTHAK DHOONDHANA EK APURN KO PURN KARNA EK CLUE MEI APNE HAL DHOONDH LENA ISKA ANDAAJ HAI
KAI SAMEEKARANON MEI EK SAMEEKARAN APNE KAAM KA AVASHYA HOTA HAI, PAHELEE KI YAHI SHARTIYA GUNJAAISH HOTEE HAI .. JINDAGEE KA BHI YAHI DASTOOR HOTA HAI
AGAR HAL NAHI TO WO PAHELEE NAHI, PAHELEE BAS KSHADM HAI ...IS KSHADM KO HUMEIN KHOL LENA HAI
PAHELEE KA YAHI KHEL HAI
HUMNE TO CHEHRE KAI DEKHEIN HAIN SACH KE, MAJE KI BAAT TO YAH HAI KI HUMEIN CHEHARA KAUN SA PASAND HAI SACH KA ..AUR USEE KO HUM SACH MAAN LETE HAIN
MANLUBHAAVAN SATYA HI HUMAARA MAANAK SATYA HOTA HAI AKSAR
No comments:
Post a Comment