KAHAANEE
KAHAANEE AAMTAUR PAR REGULER CHARCTER SE HI BANAI JAATEE HAI. EK ACHCHI KAHAANEE ISPAR BHI BASED HOTI HAI. INME KAHAANEE MAHATWAPRN HOTI HAI AUR PAATRA KAHAANEE KO RELATE AND MOTIVATE VAGAIRAH KARTE HAIN. MAGAR JAB INME VISIST PAATRA AUR PAATRA COMBINATION KI SHAKTI MIL JAATEE HAI TO VISHIST MEI VISHIST KAHAANEE BANNE LAGTEE HAI.
KAHAANEE KI KAHAANEE
KAHAANEE CHAAR PRAKAAR KI HOTI HAI
1 STORY WITH REGULER CHARACTERS
2 STORY WITH COMBINATION OF CHARACTERS
3 STORY WITH CHARACTER BASED
4 STORY WITH ABOVE ALL COMBINATION
INSPIRED STORY
EK KAHAANEE se ADOPT KAR USSE MILTI JULTI KAHAANI ATHWA USKE PAATRA MUKHYATYA VISHIST PAATRA KO KENDRA BANAKAR ATHWA LEKAR LIKHI GAI KAHAANEE INSPIRED KAHAANEE HOTEE HAI.
MIRROR STORY
EK KAHAANEE KE MIL JAANE KE BAAD USKE THIK ULAT MEANS ULTA YAA VIPRIT KAHAANEE BANANA BHI ADOPTION HI HAI. BILKUL USI PRAKAAR JAISE AAINE KE SAAMNE KHADE HONE PAR HUM APNE CHEHRA DEKHTE HAIN YAA SAAMNE SE KOI HAMAAREE TASWEER LETA HAI + TO USME BANAAM WAISE MEIN HAMAARA CHEHRA WAHI MAGAR PRATIBIMBAATAMAK PRABHAAV KE KAARAN ULTA NAJAR AATA HAI. MUL KE BINA PRATI MUL PADAARTH KE BINA PRATI PADAARTH KI UTPATTI NAHI HO SAKTI SE ADHIK BADA AUR SAHI SATYA YAH HAI KI MUL KE SAATH PRATI MUL PADAARTH KE SAATH PRATI PADAARTH KI UTPATTI HO JAATEE HAI*🕉️🌟
No comments:
Post a Comment