Friday, 31 May 2024

THE GREAT GOD @ ONE BY ONE

 *ISHWAR ! AAPNE ACHCHA KIYA KUCH AISA GYAAN DEKAR JISSE MAIN SACH PAHCHAN SAKYUN, MERE VISHWAS NE ANDHERA KAR RAKHA THA. EK EK KAR SAARE CHEHRE SAAMNE AA RAHE HAIN ...


BAGLE JHAANKTE HUE,

APRADH KAR MUSKAAN BHARTE HUE,

STYLE SE DAANT NIPORTE HUE,

KISEE LOFER LAMPAT KI TARAH APNE COLLER THIK KAR KHUD KO SAHEE THAHRANE KI KOSHISH KARTE HUE,

ANDER KE INSAAN KO BAAHER NA DIKHNE KI ATHAK KOSHISH KARTE HUE,

SAARE APRADH KAR MANO GUMSHUDA HONE KI KOSHISH KARTE HUE,

APNE ANDER KE APRADH KA BODH HONE KE BAAD BHI SWAYAM KO SWAYAMSIDDH NIRAPRADH GHOSHIT KARNE KA SWAANG RACHTE HUE ...


SABKUCH JAANTE BUJHTE SABKUCH JAAN BUJHKAR KARNE WAALE YAH LOG ..


WAIT***


UPARWALA SAB DEKH RAHA HAI, AAJ AAP SAB JEETNA APARADH KAROGE USSE ADHIK BHARNA HOGA ..


AAP SAB KO JO KARNA HAI KAR LO

THE GREAT GOD : BEWARE OF STORY RAPIEST

*IN THE COUNTRY AND NATION OF ART BEWARE OF ART CHEATERS WITH DARK FACES THAT WILL TRY TO CHEAT YOU AND WILL TRY TO PRESENT YOU GUILTY ON THE BASE OF YOUR ATTITUDE, EVEN IF THEIR DEEDS ARE SO LOWER CATEGARY IS EQUAL TO CRIME AND CRIMINALS

THE GREAT GOD : The Real Truth

*THE REAL TRUTH NEVER COMES SWEET WHEN IT GETS TOUCH OF ILLEGAL ACTIVITIES AND MASK OF GENTLENESS WITH DIRTY HEARTS THE WORLD FACE FAKE FACES

THE GREAT GOD : THE STEALTHERAPY STORY

*ISHWAR KISEE KO MAAF NAHI KARENGE, APRADH KA JASHN MANAIE SAB

*INDIAN FILM INDUSTRY BOLLWOOD KA STORY STEALING KA SABSE BADA KALANK HAI PROJECT K @ KALKI 2898AD

Wednesday, 22 May 2024

THE GREAT GOD

*EK WRITER KA HAQ LEKAR APNE LOGO MEI BAATKAR DUNIYA MEI NAAM KAMA LIYE BAHUT ACHCHA WAAH KYA BAAT HAI AAPLOG KO AWARD MILNA CHAHIE !

THE GREAT GOD @ A Negative Nepotism

*AAP SAB KAHTE HAIN SABKA KHYAAL HAI

*APNE PARICHITON, RISHTEDAARON KO LABH PAHUNCHANE KE LIYE KIYA GAYA YAHI KARAM KUKARAM A NEGATIVE NEPOTISM HAI ..

THE GREAT GOD : PHIR AKHIR KYON

*AISA TO NAHI THA KI YAH RACHNA AAPLOG KE ALAAWA HUM KISEE AUR KO DE RAHE THE ?

*AISA BHI NAHI THA KI WRITER KE SAATH INDIA MEI JO WORLDWIDE LEVEL CORRUPTION HO RAHA HAI MAINE AAPSAB KO NAHI BATAYA THA 

*AISA BHI NAHI THA KI WRITER KI KAHAANEE OR SCRIPT KO SEEDHE YAA SUMMARISE RUP MEI USEE CONTENT PAR SIMILAR SAME KAHAANEE BANKAR CHOREE KI JA RAHI HAI MAINE NAHI BATAYA THA ?

*AISA BHI NAHI THA KI MAINE YAH NAHI BATAYA HO KI FILM INDUSRY VISHESHKAR HINDI FILM INDUSTRY KI ADHIKTAR KAHAANEE 70 SE 75 PERCENT PRODUCER USSE BHI ADHIK DIRECTOR SWAYAM LIKHTE HAIN BAKI MEI BHI STORY PROMOTE KE NAAM PAR KAHAANEE MEI APNA NAAM GHUSAATE HAIN YA PHIR SEEDHE TAUR PAR KAHAANEE CHOREE KARTE HAIN ..

TO PHIR SABKUCH JANNE KE BAAD BHI JAAN BUJHKAR IS GHATNA KA KYA MATLAB SAMJHUN ..

..PHIR YAH SAB AKHIR KYON !

THE GREAT GOD @ FINAL RUN SPEED

"ISHWAR UN SABKA HISAAB KARENGE WO JO PRATYAKSH APRATYAKSH JO BHI JIS RUP MEI BHI IS PRAKARAN KA HISSA HAIN UNSE ADHIK BUDDHIMAAN KOI NAHI"

THE GREAT GOD @ FINAL CHAPTER PROMOTION

*VISHWA MEIN JO LOG APARADH KE RAASTE SHOSHAN KE RAASTE VISHWA KO SAMDESH DENE KA MAARG CHUNTE HAIN WO CHAHE KITNA BHI MAHAAN KYUN NA HON UNKE KARAM UNKME DHARAM PAR BHAAREE PADTE HAIN ..

*UNKA AAJ TO HO SAKTA HAI MAGAR KAL NAHI HO SAKTA KABHI NAHI HO SAKTA HAI ...

INDIAN WRITERS

*AWAKE & TABTAK MAT RUKO JABTAK LAKSHYAHAASIL MA HO JAE ..


*IS DESH MEI TUMHARA KOI NAHI HAI ..

..

IS DESH MEI RAKSHAK KI TO BAAT HI CHHOR DO JAB DESH MEI TUMHARA KOI NAHI TO RAKSHAK KAHA SE PAIDA HO GAE ..

SOCHOGE KI KOI SAHANUBHUTI, SAANTVANA, UPADESH, PRAVACHAN ..DE RAHA HAI WO YA UNMEI SE KOI MADAD KAR DEGA TO BHAAREE SAU PRATISHAT BALKI DO SAU PRATISHAT BHUL HAI TUMHAAREE ..SAMAY AANE PAR TUMHARE SAATH KOI KHADA NAHI HOGA ..

..

RAH GAYA SARKAAR, NIYAM, KANOON KI BAAT TO IS BAAT PAR MAJAAK TO DUR THAHAKA LAGA LO KYUNKI ..INDIAN CINEMA KE JANAM SE AAJTAK JITNEE BHI KAHANIYAN CHOREE HUI HAIN USME EK BHI FILM MEI WRITER KA NAAM SCREEN PAR NAHI AAYA HAI ..

KANOON NE THENGA DIYA HAI THENGA ..

..

TO JIS DESH MEI YAH STHITI HAI WAHA ART AUR ARTIST KYA SURAKSHIT HOGA ..

..

LADO YA MAT LADO PAR SAMAJHO APNE AAPKO APNEE RACHNAON KO BACHAO ..KYONKI TUMHARA KOI NAHI HAI ..IS DUNIYA MEIN ..TUM AKAYLA HO ..TUMHARE AKAYLE KI LADAI HAI ..ALONE WRITER ALONE FIGHTER ..

..

..BADA BANNE KI BHUKH LOGO KO CHHOTA BANA RAHI HAI ..

..

INKA VYAKTITVA INKE CONTROL MEIN NAHI HAI INKE ANDER KA SHAITAAN INPAR SAMAY SAMAY PAR HAAWEE HO JAATA HAI ..YAH APNE SWAYAM KE NA HUE TO AAPKE KYA HONGE ..

..

INKA SAFEDPOSH APARADH EK DIN INKO SAJA DEGA ..KAB ..PATA NAHI ..MAGAR DEGA JAROOR ..

..

TABTAK SAAWDHAAN RAHO ..APNEE KAHAANEE MAT BAANTO ..

..

AAPKE BHALE KE LIYE KAH RAHA HUN

ART

*AAPSAB NE MERE SAATH ART WAGAIRAH KE NAAM PAR KHEL KHELA AAP VISHWAS KE KAABIL NAHI RAHE ..


*MAINE BHAROSA KIYA THA AAPNE VISHWAS DILAAYA THA ..

ART PROMOTION

*IT IS NOT THE PROCESS


*IT IS TOTAL ONLY A METHOD OF CORRUPTION, DECIEVE ..


*PROTSAAHAN, MAARGDARSHAN ...WAGAIRAH KE NAAM PAR STEALTHERAPY KA PROMOTION ..KAHIN SE BHI ..SAHI NAHI HAI ..SIRF AUR SIRF APARADH KA PROMOTION HAI ..


*EK INAITIK RAASTE SE KABHI BHI VISHWA KO KOI KISEE BHI PRAKAAR KI ADARSH AUR NAITIKTA KI MISHAAL NAHI DI JA SAKTI ..


*AAJ SITUATION KA LABH AAP SAB UTHA SAKTE HAIN ..


*AAP SAB YEN KEN PRAKAAREN APNE GALAT KO SAHI THAHRA SAKTE HAIN ..


*..MAGAR YAH AAPKI BHI AATMA JAANTI HAI KI AAPNE GALAT KIYA HAI AUR GALAT KAR BHI RAHE HAIN ..


*AISE UPAREE AFSOS KA KOI ARTH NAHI JO PRASIDDHI, NAAM ..KE SWAARTH KA GULAAM HO ..

Tuesday, 21 May 2024

INDIAN FILM INDUSTRY @ WRITER BLACK DAY

ACHCHAI = BURAI

BHAROSA = DHOKHA

DHARM = ADHARM

VISHWAS = VISHWASGHAAT

ARTIST*

*ARTIST, ARTISTS @ WRITERS ..

PROTSAAHAN, MEETHI MEETHI BAATON, UPADESH, PRAVACHAN, MAARGDARSHAN ..SE BACHKAR RAHIEGA ..

AISE LOG LIFETIME FREE MILTE RAHTE HAIN ..

MAHATVA HAMESHA SAMARTHAN KA HOTA HAI ..

 SAMJHANEWALE AAPKO ..SAAHAS, AATMVISHWAS, DHAIRYA ..

..WAGAIRAH WAGAIRAH KE JUMLE AUR JAMNAGHUTTI PILAAENGE MANO AAP DUDHMUNHWA FOHWA BACHCHE HO AAPKE PAAS DIMAAG HI NAHI HO ..BAHUT JYADA HALLAGUDAAL KARIEGA TO TOPHY, LEMONCHUS, BISCUIT THAMAKAR FUSLANE KI KOSHISH KARENGE ..USSE ADHIK KARIEGA TO KAHIN SE KOI SAATH TO NAHI HI MILEGA SAATH KA BHRAM PAIDAKARNEWALE BHI SAATH NAHI DENGE KYONKI WO KABHI SAATH THE HI NAHI ..UNKA SAATH UPADESH AUR PROTSAAHAN WAGAIRAH KE JUMLON TAK HI SEEMIT THA ..

IN SAB ARTIFICUAL UPADESHATAMAK NAUTANKEE SE 100 % BACHKAR RAHIEGA ..

KYONKI 

BAAT JAB SAMAY PAR SAATH DENE KI AAEGEE TO SATYA KI MAHABHARAT MEI AAPKE SAATH KOI HAI HI NAHI ..

SACH KAH RAHA HUN ..

AGAR AAPKO VISHWAS NAHI HAI TO EK BAAR KARKE DEKH HI LIJIE ..

SAARA BHUT UTAR JAEGA ..

BAAD MEI BAGULA BHAGAT BANKAR GHUMTE RAHIEGA ..

AAP JINDANGEE BHAR SOCHTE RAHIEGA KI KAHIN TO KOI RASTA JAROOR NIKALEGA ..KAHIN NAHI NIKALEGA ..KYONKI KAHIN KOI RAASTA HAI HI NAHI ..AAP SOCHIEGA KAHIN TO KOI SURAKSHA JAROOR HOGEE ..MAGAR ..YAKEEN MANIE KAHIN BHI KOI BHI SURAKSHA HAI HI NAHI ..

BAKI ARTISTS LOGO AAPKO MURKH BANNA HAI TO BANIE MUJHE FARQ NAHI PADTA AUR MERI BAATON KO YAAD NA BHI RAKHIE TAB BHI JAB BHI AAPKE SAATH AISA HOGA TO MERI YAAD AA HI JAEGEE ..MUJHE BHUL JAIE MAGAR BHUL NAHI PAIEGA KYUNKI AISEE GHATNAAYEIN RUKENGEE NAHI AUR RUKENGEE NAHI TO HAR BAAR MERI BAAT YAAD JAROOR AAEGEE ..

DHANYAWAAD*

FILM BOLLYWOOD

*INDIAN DARSHAKON KO HI DHYAAN MEI RAKHKAR JAB FILMEIN NAHI BANTI VISHESHKAR HINDI FILM INDUSTRY MEI HINDI FILMON MEI ..TAB KIS BAAT PAR ISKO INDIAN CINEMA KAHA JAE ..

FILM JAB DESH SE ADHIK VIDESH, BASIC PUBLIC JO 65 PERCENT VILLAGE TABKON MEI TATHA 25 PERCENT SHAHREE URBAN PLACES MEI TATHA 10 PERCENT NRI TABKON MEI RAHTI HAI ..

AISA NAHI HAI KI FILM URBAN TABKON KO KHUSH MAATRA KARNE KE LIYE BANAI JA RAHI HAI ISME UN TABKON KA KOI DOSH NAHI YAH COLLECTION KA MAAMLA HAI ..AAJ VILLAGE TABKE URBAN SE ADHIK TIVKET RATE DENE MEI SAMARTH HO JAEN TO YAHI NAJARIA BADAL JAEGA ..FILM INKO FOCUS KAR BANNE LAGENGEE .. 

FILM COLLECTION KE NAJARIE SE BANAI JA RAHI HAI ..AUR ..IS PRAKAAR SHAHREE AUR URBAN COLLECTION KO DHYAAN MEI RAKHKAR AUR KHUSH KARNE KI KOSHISH KE KAARAN DESH KE LAGBHAG 65 PERCENT HISSE SE PUBLIC SE APNA LAGAAV KHO CHUKI HAI ..

AB FILM INDUSTRY KAHTI HAI KI DARSHAK HALL TAK NAHI PAHUNCH RAHE HAIN ..

DARSHAK KE LIYE BANNEWAALEE FILM KE LIYE JAB AAPNE IS PRAKAAR KA VYAHVAAR KIYA TO ACHCHHA LAGA AB PUBLIC KO KHUD HI KHUD SE DUR KAR LIYA TO BURA LAG RAHA HAI ..KYUN ..AAKHIR KYUN ..AUR FILM INDUSTRY PUBLIC KO HI DOSH DE RAHI HAI ..KYA PUBLIC NE KABHI URBAN KE LIYE FILM BANANE SE MANA KIYA THA ..KYA APNE LIYE FILM BANANE SE MANA KIYA THA ..TAB ..

*AISE INDIAN CINEMA KE LIYE BOLLYWOOD SANGYA HI SAHI HAI ..

FILM INDIAN CINEMA BOLLYWOOD

*INDIAN CINEMA KAHIE BOLLYWOOD KAHIE KOI FARQ NAHI PADTA JAB KALAKAARON KE RAHTE KALA KSHETRA MEI KALA KA HI BANTADHAAR HO RAHA HO ...

*ISKA KAARAN KUCHH BHI HO MAGAR PROCESS AUR PARINAAM MAAYNE RAKHTA HAI ..

Monday, 20 May 2024

**THE GREAT GOD VIJAY**

*MR BACHCHAN UNCLE, SAADER PRANAAM* 

WITH LOVE, RESPECT & REGARDS


AB KYA KAREIN


SAB KA SAB MEL KHA RAHA HAI

FILM SE SAMBANDHIT JITNA BHI NEWS AA RAHA HAI, project @ kalki 2898 ad Se

@ THIK HAI

 O ..bujji bhi aa gaya ..its ok

INTELLECTUAL NAUTANKEE

*INTERESTING : EK ACHCHA TAREEKA HAI ... KISEE GALAT KAAM KO KARNE KA KI WO KAAM KAISE KARE KI GALAT NAHI KAHA JAE ..AAJKAL

*WRITER KI KAHAANEE PAR JAB KOI STEALTHERAPY METHOD SE FILM BANTI HAI TO WRITER PAHLE MUKDARSHAK PHIR MURKHDARSHAK BANKAR RAH JATA HAI ..

*WO KAHAANEE JO EK LINE MEI NAHI KAHI JA SAKTI FILM KI KAHAANEE NAHI HO SAKTI ..(YADYAPI YAH EK JUMLA MAATRA HAI MAGAR PRACHLIT HAI) ..MAGAR JAB USEE KAHANEE YA USKE ONE LINE KO DEVELOPE KAR JAB KOI FILM BINA PUCHHE BANTI HAI TO KAHA JATA HAI KI ISME TO KAHANEE KA ONE LINE HI MAUJOOD HAIB ..BATAIE YAH LADAI KAUN LADEGA ..ONE LINE MEI KAHA TO PURI FILM THI AB FILM MEI ONE LINE HI TO HAI HO GAYA ..

FUNDA ..YAH TO EK FUNDA HAI ..AISE KAI FUNDE HAIN ..WRITER KARE TO KYA ..WRITER KARE TO KYA KARE ..

AGAR NA BOLE TO ISEE TARAH RAHE AUR BOLE TO UN GALAT KARNEWALO KA TO KUCH HO NA HO MAGAR WRITER PAR KROADH UTARNA TAY HAI ..

TO YAH HAI FUNDE KA FUNDA ..

INDIAN CINEMA : INFRASTRUCTURE

 KYA SE KYA HO GAYA DEKHTE DEKHTE

WAHI KALAKAAR WAHI LOG

MAGAR 

KALA KI DUNIYA KALA HI AJNABEE HAI !

BACHPAN : IN THE CHILDHOOD

BACHPAN ME SOCHTA THA KI FILMON MEI ACHCHI KAHAANIYAAN KYUN NAHI AATEE HAIN,

TAB LAGA ARTISTS/WRITER NAHI HONGE US SOCH KE YA MAHOUL NAHI HOGA UTNE BUDGET KA

MAGAR YAH SAB BAAT BEMAANEE THI

AB SAMAJH AAYA HALAAT KYA HAIN !

BE HAPPY

WHY


SINCE

AFTER THIS INCIDENT

IN THE WORLD OF INDIAN CINEMA

NO/NIETHER OTHER STORY GREATER THAN IT WILL BE STOLEN


BECAUSE

NO ONE BELIEVE

ON ANY+ONE PERSON OF INDIAN CINEMA


IT IS LAST NIGHT OF BLACK CHAPTER

Sunday, 19 May 2024

IN THE WORLD OF STORY @ STEALTHERAPY

INCIDENTS ARE GOING ON THAT'S IT

INDIAN CINEMA : STORY STEALTHERAPY AS REGULER FASHION

*ALL # WRITERS, ARTIST ...

INDIAN CINEMA MEI KAHAANEE KI CHOREE KI SABSE BADI IS INCIDENT KO DHYAN SE DEKHEIN,

AUR

IS INCIDENT KE BAAD AAP APNI RACHNAON KE SAMBAMDH MEI SWAYAM FAISLA LIJIE ..

FOCUS ON

 IF ANYONE WANT TO SEE TRUTH 

SHOULD NOT FOCUS ON AWARD ..FOCUS ON PERFORMARNCE

SHOULD NOT FOCUS ON DEGREE ..FOCUS ON INTELELLIGENCY & QUALITY

SHOULD NOT FOCUS ON ATTITUDE ..FOCUS ON RIGHT OR WRONG

THUS SO ON

SO FOCUS ON

ONLY MAIN THINGS

AND 

DONT D-TRACK WITH TRACK

THEN

WILL GATE THE TRUTH

IF REALY WANT TO GET IT

THEN

WILL GATE BEST RESULTS

IF REALY WANT TO GATE IT

SO CONTINUE*

SMART BEHAVE

AISE TO KAI PRAKAAR KE SMART TAREEKE HAIM MAGAR EK SMART TAREEKA YAH BHI HAI KI KAI BAAR JAB BADI GADBAD KI JAATEE HAI TO BADI GHATNAON KO SUKSHMA CHHOTA ARTHHEEN BEMAANEE WAGAIRAH BATAANE KI KOSHISH KI JAATEE HAI MANO KI YAH SAB TO HOTA RAHTA HAI ..

IS PRAKAAR LOGO KA DHYAAN USPAR FOCUS NAHI HO PATA ..

DONT TAKE TENTION ABOUT IT BUT TAKE ATTENTION ABOUT IT ..IT IS NECESSARY

Friday, 17 May 2024

WHAT IS CREATION AND CREATIVITY OF ART

ART DESERVE HIDDEN PROCESS OF CREATIVITY. 

ART FIRST EFFECT MATTERS. FOR IT NON DESCLOSURE AGREEMENT HAS BEEN FORMED TO SAVE ITS SECRECY. 

BUT FAITH ARE GREATER THAN ALL THE THINGS ANDVWORLD RUNS ON IT. 

IT HAS BEEN MENTIONED TO PRESENT WHAT IS PROCESS OF ART AND HOW IT MATTERS.

Wednesday, 15 May 2024

THE GREAT GOD

*AUR YAH SPAST HAI KI YAH SAAMUHIK RUP SE JAAN BUJHKAR KI GAI GALTI HAI AUR KI BHI JAA RAHI HAI ..AAP CHUP HAIN ..RAHIE OK ..BAHUT KUCHH CREATIVE SATYA HAIN KAHNE KO KAHUNGA KYUNKI WO AAPKA JAANNA AVASHYAK HAI

THE GREAT GOD : INSPIRATION

*MAINE YAH BHI KAHA THA KI JABTAK MUJHE KUCHH AABHAS NAHI HOTA TABTAK EK AKSHAR BHI NAHI LIKHTA ..

THE GREAT GOD : VISION

 *MAINE EK BAAR KAHA BHI THA KI "EK VISION HAI" 

ISKO IS PRAKAAR PRASTUT KARNA THA AAPKO

MAUN

 *AUR HAR BAAR MAUN SAHI NAHI HOTA ..

*MAUN, MITBHAASEE, VACHAAL KOI BHI HO YAH MAATRA PRAKRITI HAI SAHI AUR GALAT KA PRAMAAN NAHI ..INKA SAHI HONA MAAYNE RAKHTA HA ..

BACKGROUND

*EK VYAKTI EK RACHNA SABKA BACKGROUND HOTA HAI YAH BHI USKI UNNATI MEI KAARAK BHUMIKA NIBHATA HAI ..AAPKE PAAS BACKGROUND NA HOTA TO YAHA TAK NAHI PAHUNCHATE ..ISKA BHI ROLE RAHA HAI AAPKE LIFE MEI ..PHIR AAP IS MAAMLE MEI MAUN KYUN RAHE ?

THE GREAT GOD : CELEBARITY

SACH TO YAH HAI AAPLOG BHAGWAAN SE BHI BADA CELEBARITY BAN CHUKE HAIN


AAPSAB PUBLIC SE BAHUT DUR JAA CHUKE HAIN

"...JO JITNA HAI DUR MAHEE SE UTNA WAHEE BADA HAI .."

THE GREAT GOD : SUTRADHAAR

 *AAP LOGO KO JAB MALOOM THA KI MAIN AGAINST CORRUPTION LAD RAHA HUN SPECIALY WRITING CORRUPTION, ..

PHIR IS KAHAANEE KE INPUTS BRAHAMASTRA AUR PRJECT K MEI KAISE GAE ..

USME BHI WRITING MEI KISEE WRITER KA NAAM NAHI AAYA, DIRECTOR KA AAYA ..WO BHI DONO DIRECTOR FILM FAMILY SE ..

AAPSAB KAHTE HAIN KI NAYE LOGO KO MAUKA DE RAHE HAIN, AAP NAYE THE MAUKA AAP LOGO KO UN LOGO NE DIYA JO FILM INDUSTRY MEI THE MAGAR AAPNE NAYE LOGO KO MAUKA UNHI LOGO KO DIYA JO PAHLE SE FILM INDUSTRY MEI THE ..

AAP KISI KO KOI MAUKA NAHI DE RAHE ..

YAH AAPKA BHRAM HAI KI NAYE LOGO KO MAUKA DE RAHE HAIN ..SAB DHONG HAI

AAPSAB SWAYAM DEKH LIJIE ..


AGAR AAPKE SAATH BHI YAHI HOTA NA TO AAP YAHA NAHI HOTE ..

AAP SABHI SUTRADHAAR BAN CHUKE HAIN ..

THE GREAT GOD

 "MAINE APNEE LIFE MEI PAHLEE BAAR DEKHA HAI KOI ITNEE ACHCHI RACHNA MILNE KE BAAD BHI USKO TUKDON MEI ENJOY KARTA HAI ..EKDUM USEE PRAKAAR JAISE KISEE INSAAN KO KOI CHANDAN KA JUNGLE MIL JAYE AUR WO CHANDAN KE JANGAL KO KOI LAKDEE KAAT JALAAWAN KE LIYE UPAYOG KAR RAHA HO"

@ CREATIVE CORRUPTION

* INDIAN FILM INDUSTRY" MEI VYAAPT CORRUPTION HI HAI JISKE KAARAN FILM KALAAKARKON KE HOTE HUE BHI FILM SE COMEDIAN, VILLIAN, GEET, SANGEET ...SAB GAAYAB HO GAE ...

IS CORRUPTION MEI TAMAAM PRAKAR CORRUPTION HAIN ..

@ CREATIVE CORRUPTION, MARKETING CORRUPTION, NEPOTISM CORRUPTION ..

PLAYERS

*MERI BHAVNAON SE KHEL LIYE, EK WRITER KE KALAM SE KHEL LIYE, ISHWAR SE BHI KHEL LIYE ..AAP SABHI BAHUT BADE PLAYERS HAIN SHAAYAD BHAGWAAN SE BHI BADE

VISHWAS

*VISHWAS KEE OT MEIN KIYA GAYA VISHWAASGHAAT SAMAJH AATA HAI MAHSOOS HOTA HAI KOI BAAT NAHI

SATYA GYAN JYOTISH

*SATYA GYAAN SE BADA HAI, GYAAN JYOTISH SE ..

*MOOLANK PAR FILM RELEASE KARNE SE KYA HOGA ..SATYA BADAL JAEGA KYA ..

nag ashwin apni birth ke 9 moolaank prayog kar rahe hain

VIDHAAN SAMVIDHAAN

*AAPSAB KAH SAKTE HAIN KI SAMVIDHAAN KI SHARAN KYUN NAHI LETE, ...KAB NAHI LIYA ..KYA MILA ..INFLUENCED BY UPPER INFLUENCE ..


AUR 


SABSE BADEE BAAT VIDHAAN SE BADA SAMVIDHAN NAHI HAI

PM HOUSE

 *EKBNAAGRIK KE TAUR PAR PM SAHAB IS PRAKARAN KO PURI TARAH DHYAAN SE DEKHEIN, INDIAN FILM INDUSTEY MEI KYA HO RAHA HAI ..

SAPNO KI CHOREE TO YAH KAB SEBKAR RAHE HAIN, KATAL KI RAAH PAR BHI NIKAL PADE HAIN ..

AUR BHI BAHUT SAAREE POLITICS HAI ..

INMEIN AUR CRIMINAL KE KARTOOT MEI KYA FARQ RAH GAYA HAI

INDIAN FILM INDUSTRY

*INDIAN FILM INDUSTRY AAP SABHI AAM PUBLIC SE BAHUT DUR JA CHUKE HAIN, AAPKO PUBLIC KABPYAAR CHAHIE APNE POSITION CHAHIE BAKI KISEE BAAT SE AAPKO KOI MATLAB NAHI HAI ..WO BHI KAIYON KO KISEE BHI KEEMAT PAR

OSCAR

*OSCAR AWARDS AUR KAAN FILM FESTIVALS SAMET VISHWA KE TAMAAM FILM INDUSTRY IS PRAKARAN KO DHYAAN SE DEKHEIN

*INDIAN FILM INDUSTRY GOING THROUGH A BLACK ERA UNDER CREATIVE CORRUPTION

BHAARAT KI JANTA KE SAATH AAPKO BHI YAH BAAT SAMJHNI CHAHIE KYUNKI IS INDUSTRY MEI SUNNEWALA KOI RAH HI NAHI GAYA HAI

PRASTAAVNA/INTRODUCTION

*WAIT*

WRITER'S SON

IS PRAKARAN KE KAI KAARAN AUR KAARAK HAIN, 

IS PRAKARAN MEI DO LOG EK MAHAAN SAHITYAKAAR KE PUTRA MR BACHCHAN UNCLE AUR DUSRA INDIAN FILM INDUSRTY KE RECENTLY SABSE WRITER S.S.RAJAMAULEE KE PUTRA PRABHAS WO SHAKSH HAIN JINSE UMMEED KARTA THA KI WITER'S SON HONE KE KAARAN WO SAMJHENGE KI KALAM KI KEEMAT KYA HOTEE HAI ..MAGAR AFASOS INKO SAB MALOOM HAI MAGAR CHUP HAIN

WRITER

*VISHWA KE TAMAAM CREATIVE LOG VISHESHTAH WRITERS ...


AAPLOG JABTAK THE GREAT GOD KAHAANEE KE SAATH STORY STEALER NE KYA KIYA HAI UNKE RESULTS 

Projekt k @ kalki 2898 ad MEI SPAST HAIN


ISSE PAHLE KI AAP JABTAK PURE WAAKYE KO JAAN NA LEIN AAP KOI ACHCHI KAHAANEE KISEE KO BHI NA DEIN WO CHAHE KOI BHI HO

INDIAN FILM INDUSTRY @ UNDER CREATIVE CORRUPTION

INDIAN FILM INDUSTRY KO KYA TOHFA DIYA HAI AAPSAB NE

KAHAANEE KI OPEN CHOREE MEI MUKDARSHAK BAN AACHARAN KAR VISHWA SANDESH DENE CHALE HAIN SABHI

BAHUT HI ACHCHE

WELL DONE

EK RAAH TU PAKAD CHALA CHAL TU PAA JAEGA MADHUSHALA, KA MATRAJAAP KARNEWALE SADEE KE MAHANAAYAK AB KUCH NAHI BOLENGE ..!


AGNEEPATH VIJAYPATH KA BADHE CHALO BADHE CHALO KE DIALOGUE MASTER PARDE KE PEECHE CHALE GAE HAIN

THE GREAT GOD : VISHWAASGHAT

THE GREAT GOD KE INPUTS SAAMNE NAJAR AA RAHE HAIN

MERE SAATH VISHWAASGHAAT HO CHUKA HAI


INDIAN FILM INDUSTRY FULL CORRUPTION @ NEPOTISM

FULL CORRUPTION @ NEPOTISM

*MERI JITNEE BHI KAHAANIYAAN CHOREE HUIN INME SABKI SAB MAXIMUM UNPAR JO BHI FILMEIN BANI UNME WRITER MEI UNHI LOGO KE NAAM AAYE JO INDUSTRY MEI PAHLE SE MAUJOOD HAIN

THE GREAT GOD

THE GREAT GOD

BHAGWAAN HISAAB KARENGE


BHAGWAAN AUR KALAM KA APAMAAN KAR RAHE HAIN AAPSAB 

APNE PAD SHAKTI STHITI KA DURUPYOG KAR HI LIJIE AAP


*THE GREAT GOD KE MAJOR INPUTS KI INDIAN FILM INDUSTRY MEI OPEN STEALING HO RAHI HAI MAIN KUCH NAHI KAR SAKTA KYUNKI UPADESH DENEVWALE SARE LOG KALYUG KE KAURVON KE SAATH HAIN

*MAGAR YAAD RAKHIEGA SABHI KI PRASHANSHA NAAM PRASIDDHI KE LIYE UTHAYA GAYA YAH KADAM VARTMAAN SE ADHIK BHAVISYA MEI INDIAN CINEMA KE BLACK ERA KA KAARAN GINA JAEGA

*ISKE INPUTS AUR BHI DAALNE KE LIYE SAMAY PAR SAMAY LIYE JA RAHE HAIN ...

*THE OPEN STORY STEALING KA ISSE BADA UDAAHARAN DUNIYA MEI NAHI HO SAKTA

*AAP LOGO NE JO BHI KIYA ACHCHA KIYA

*BHRASTACHAR PAR MAUN TO RAHE HI RAHE

*BAHUT ACHCHA KIYA UPADESH DEKAR VISHWAASGHAAT KIYA


Projekt k@ kalki 2898 ad

Sunday, 12 May 2024

TRUTH AND ATTITUDE

 WHAT SHOULD BE ATTITUDE OF TRUTH ?

ONLY GENTLE

CONDITIONAL GENTLE

OR WHAT ?

THE RATIO

@ IT IS A QUANTATICAL FIGURE BUT DENOTES ALL RATIONAL FIGURE AT ALL. WHAT IS QUESTION ? 

IT REMAINS STABLE IN ALL THE POSITION SAME OR VARY. IF STABLE THERE IS NO QUESTION IF VARY THEN WHAT IS THE MEANING OF IT ! ANY RATIO THAT CAN NOT CERTAIN STABILITY IS HOW MUCH ACCESABLE TILL WHAT THE POINT, AND THIS POINT IS ALSO VARIEBLE ON OUR DISCUSSION POINT. SO FIRST STABLE THE VARIEBLE RATIONAL POINT !!

@

@ "SWARG KA SINHAASAN PAANE KE LIYE PAAP KA LICENSE NAHI DIYA JA SAKTA"