*INDIAN DARSHAKON KO HI DHYAAN MEI RAKHKAR JAB FILMEIN NAHI BANTI VISHESHKAR HINDI FILM INDUSTRY MEI HINDI FILMON MEI ..TAB KIS BAAT PAR ISKO INDIAN CINEMA KAHA JAE ..
FILM JAB DESH SE ADHIK VIDESH, BASIC PUBLIC JO 65 PERCENT VILLAGE TABKON MEI TATHA 25 PERCENT SHAHREE URBAN PLACES MEI TATHA 10 PERCENT NRI TABKON MEI RAHTI HAI ..
AISA NAHI HAI KI FILM URBAN TABKON KO KHUSH MAATRA KARNE KE LIYE BANAI JA RAHI HAI ISME UN TABKON KA KOI DOSH NAHI YAH COLLECTION KA MAAMLA HAI ..AAJ VILLAGE TABKE URBAN SE ADHIK TIVKET RATE DENE MEI SAMARTH HO JAEN TO YAHI NAJARIA BADAL JAEGA ..FILM INKO FOCUS KAR BANNE LAGENGEE ..
FILM COLLECTION KE NAJARIE SE BANAI JA RAHI HAI ..AUR ..IS PRAKAAR SHAHREE AUR URBAN COLLECTION KO DHYAAN MEI RAKHKAR AUR KHUSH KARNE KI KOSHISH KE KAARAN DESH KE LAGBHAG 65 PERCENT HISSE SE PUBLIC SE APNA LAGAAV KHO CHUKI HAI ..
AB FILM INDUSTRY KAHTI HAI KI DARSHAK HALL TAK NAHI PAHUNCH RAHE HAIN ..
DARSHAK KE LIYE BANNEWAALEE FILM KE LIYE JAB AAPNE IS PRAKAAR KA VYAHVAAR KIYA TO ACHCHHA LAGA AB PUBLIC KO KHUD HI KHUD SE DUR KAR LIYA TO BURA LAG RAHA HAI ..KYUN ..AAKHIR KYUN ..AUR FILM INDUSTRY PUBLIC KO HI DOSH DE RAHI HAI ..KYA PUBLIC NE KABHI URBAN KE LIYE FILM BANANE SE MANA KIYA THA ..KYA APNE LIYE FILM BANANE SE MANA KIYA THA ..TAB ..
*AISE INDIAN CINEMA KE LIYE BOLLYWOOD SANGYA HI SAHI HAI ..
No comments:
Post a Comment