Sunday, 7 July 2024

THE GREAT GOD : AN UNFORGETABLE SIN




*INDIAN CINEMA KE SABSE BADE HISTORICAL DECIEVERS NE VISHWASGHAAT KAR TG/THE GOD/THE GREAT GOD KO KALKI 2898 AD KE RUP MEI DEKHNE KA MAUKA DIYA ..


*INDIAN CINEMA KE YAH WAHI VISHWASGHAATEE GADDAAR HAIN JINKO VISHWA CINEMA MEI INDIAN CINEMA KE VEEBHISHAN/MAANSINH/MEER JAAFER KE RUP MEI JAANA JAEGA ..


*EK WRITER JO AAJEEVAN TAPASYA KARTA HAI, USKO BHAROSE MEI LEKAR VISHWASGHAAT KI JAMEEN TAIYYAAR KI JAATEE HAI AUR JAB KAHAANEE UNI+FORM RUP LETI HAI WRITER KO DARKINAR KAR DHOKHA DIYA JATA HAI ..


*INME TAMAAM WAHI LOG SHAAMIL HOTE HAIN JINHEIN HUM UCHE UCHE ADARSH PRAVACHAN WAGAIRAH WAGAIRAH KE LIYE JAANTE HAIN ..IS SAAMUHIK APARADH KO SAHI THAHRANE KI KOSHISHEIN BADASTUR JAAREE RAHTEE HAIN JO SAMAY KE SAATH KSHEEN PADTEE JAAIENGEE ..


*INDIAN CINEMA KI HISTORY MEI INDIAN CINEMA KE BIRTH SE LEKAR AAJTAK MEI YAH KISEE BHI AMULYA KAHAANEE KI SABSE BADEE CHOREE HAI ..


*PUBLIC KO JYAADA FARQ NAHI PADTA, KYONKI UNHEIN FILM DEKHNE SE MATLAB HOTA HAI' (HALAAKI FARQ PADTA HAI AGAR ACHCHI KAHANEE NAHI MILEGEE TO ACHCHI FILMEIN NAHI MILENGEE ..AAJ BHI WO JO FILM DEKH RAHE HAIN WRITER KI LIKHI HUI HAIN ASALEE WRITER KI' FAKE WRITERS KI NAHI JO MOHAR LAGAKAR GHOOM RAHE HAIN)  .. MAGAR WRITERS KO FARQ PADTA HAI ..KYUNKI UNKI LIKHI MEHNAT KA CREDIT KOI AUR LIYE JATA HAI ..


*IS MAAMLE MASLE KO JEETNA ARTHHEEN BATAANE DIKHAANE KI KOSHISH KAR RAHE HAIN ASAL MEI YAH UTNA HI PRABHAAVEE MAHATWAPURN MASLA HAI ..

No comments:

Post a Comment