ABHI AAJ KE DAUR MEI INDIAN FILM INDUSTRY MEI KALA KA JO MAHAUL HAI USKE MADDENAJAR YAH LAGTA HAI KI SAMAY AANE MEI KUCHH SAMAY HAI ..ISKE LIE ABHII VARSON TAK PRATEEKSHA KARNEE HOGEE !!
"WRITERS !
AAPKO CHAHE KITNE BHI PRAKAAR SE BAHLAYA FUSLAYA BAHKAYA JAE ..
AAPKO CHAHE KITNE BHI PRAKAAR SE & KE PRALOBHAN DIE JAEN ..
BALKI FLAAN-FLAAN, YE-WO, NANA-DADA PRAKAAR KE PRALOBHAN KYUN NA DIE JAEIN ..
KABHI BHI ISKE PRALOBHAN MEI MAT AANA ..
..
KALAM MAT BECHNA ..
..
KYUNKI ..
IS KALAM KI KEEMAT UNKE DWARA DIE JA RAHE TAMAAM MULYON SE BADEE HAI ..
TABHI TO WO ISKEE KEEMAT KISEE AUR RUP MEI CHUKANE KI KOSHISH KAR RAHE HAIN ..
KAI MARTABA KAI RUP MEI SADIYON SE ..
..
EK KALAM KE DHANEE KO YAH GYAAN BHI DENE KI JAROORAT NAHI ..
PHIR BHI ....
AMOOMAN KAI BAAR' GYAANIYON SE BHI BHUL HO JAATEE HAI ..
ISLIE YAH KAH DIA ..BATA DIA ..
..
APNEE KEEMAT SAMAJHO NA SAMJHO ..APNE KALAM KI KEEMAT AVASHYA SAMJHO ..KYUNKI USSE HI TUMHAREE PEHCHAAN HAI ..
..
IS KALAM KA GYAAN KA NIRAADAR MAT KARNA ..
..
AVAMASTU*
.
No comments:
Post a Comment