Wednesday 6 September 2023

1001

@ ALL ABOUT 1001 FREE STORY SERIES

ART

ARTIST KI PEHCHAAN ART SE HAI NA KI ART KI PEHCHAAN ARTIST SE


AMIT KUMAR NAYNAN KA SADA SE MAANNA RAHA HAI KI CHUNKI BRAIN KI POWER AUR RANGE UNLIMITED HAI ATAH STORY KE FORMAT SEEMIT NAHI BALKI UNLIMITED HAIN*

RACHANA KI DUNIYA MEI ISEE MAHATTA KO BATAANE DARSHANE KE LIE 1001 FREE STORY SERIES KA SHUBHAARAMBH KIA HAI*

STORY KA ARTH YAHA STORY/STORYLINE/STORY FORMAT/STORY ONELINE WAGAIRAH SAB MANA JAE*

KAHAANEE SHORT FORM MEI HO; LONG FORM MEI HO; ONE LINE MEI HO; UPANYAAS, SCRIPT, KAAVYA MAHAKAAVYA YAA ANYA KISI BHI LAGHU YA VRIHAD KISI BHI FORM MEI HO KAHAANEE KAHAANEE HOTEE HAI*

INKA EK DUSRE SE VIVIDH HONA HI PAJHLA TO KISI SE COPYIENG KI PEHCHAAN NAHI HAI; SECONDARY EK NAI STORY KI BHI PEHCHAAN HAI*

ISSE KOI FARQ NAHI PADTA KI KAHAANEE SHORT MEDIUM VRIHAD KIS RUP MEI HAI; AGAR KOI KAHAANEE KITNEE BHI BADI HO MAGAR NAI NAHI HO REGULER FORMAT HO TO STORY FORMATION KE NAJRIE SE WO EK NAI KAHAANEE NAHI HAI' SECONDARY REGULER YAA COPIED YA INSPIRED YA DIVERTED VERSION HAI" KAHAANEE CREATION KE NAJRIE SE ISKA KOI MAHATVA NAHI ATHWA ACTIVITY TAK MAHATVA HAI CREATIVITY TAK NAHI: WAHI AGAR KOI KAHAANEE KITNEE BHI LAGHU KYUN NA HO MAGAR YADI WO INSPIRED DIVERTED REGULER FORMAT WAGAIRAH NA HO TO PAHLA TO WO COPIED VERSION NAHI HAI SECONDARY WO EK NAI KAHAANEE HAI' KAHAANEE KI DUNIYA MEI EK NAI KAHAANEE KA JANMA HAI : ISLIE KAHAANEE KI NAVEENTA HI KAHAANEE KI PEHCHAAN HAI*

 

1001 FREE STORY SERIES KI EK AUR SABSE KHAAS BAAT YAH HOGEE KI ISKI HAR KAHAANEE STORYLINE APNE PICHHLE FORMAT YA KAHAANEE SE ALAG HOGEE*

INME AGAR KOI SRINKHLA BHI HOGEE TO WO SRINKHALA BHI EK DUSRE SE VIVIDH HOGEE; ISKE SAATH USS SRINKHLA KI APNI HAR KAHAANEE BHI EK DUSRE SE VIVIDH HOGEE*

ISLIE YAH REGULER STORY KI SRINKHLA NAHI HAI BALKI VIVIDHATA KA SANSAAR HAI*


AAPKO IN KAHAANEE PAR KOI BHI KISI BHI PRAKAAR KI KRITI BANAANE MEI KISI BHI PRAKAAR KA PERMISSION LENE KI JAROORATE NAHI HAI; AAP INKA DIRECT ISTEMAAL KAR SAKTE HAIN : MAGAR RACHANA KI CREDITABILTY DENA RACHANA KA KIS PRAKAAR UPAYOG HUA US PRAKAAR USKA ULLEKH KARNA ANIVAARYA HAI*

IS BAAT KO MENTION KARNA ANIVAARYA HAI KI AMIT KUMAR NAYNAN KI 1001 STORY AVASHYA FREE HAIN MAGAR ISPAR AGAR KOI KRITI BANTI HAI TO BASED OR INSPIRED MEI ISKA ULLEKH AVASHYA KAREIN; BE FAIR ALWAYS RESPECT ART & IN CREDITABILITY" 

AGAR AAP AISA NAHI KARTE HAIN AUR AAP AS IT IS, INSPIRED, DIVERTED YAA ANYA KISI BHI PRAKAAR SE IN KAHAANEE MEI SE KISI BHI KAHAANEE PAR KOI KRITI BANA LETE HAIN TO CHUKI TO SIMILAR RACHNA MEI ISKA ULLEKH KIA JA SAKTA HAI*

KYUNKI ART KAHAANEE 1001 STORY USEMENT KE LIE FREE HAI MAGAR ARTIST KI CREDIT KI STABILITY KE LIE BHI 1001% STABLE HAI*

http://aknayan.blogspot.com/2020/08/a-blind-girl.html?m=1

http://aknayan.blogspot.com/2020/08/innocent.html?m=1

http://aknayan.blogspot.com/2020/09/be-winner.html?m=1

http://aknayan.blogspot.com/2020/09/summary.html?m=1

http://aknayan.blogspot.com/2020/09/ab-to-maan-jao.html?m=1

http://aknayan.blogspot.com/2021/03/superfast.html?m=1

http://aknayan.blogspot.com/2021/03/introduction.html?m=1

http://aknayan.blogspot.com/2021/08/dna.html?m=1


No comments:

Post a Comment