Tuesday 12 September 2023

@ BHAARAT INDIA

 @ JAMBUDWEEP : ARYAAVARTA : BHAARAT : INDIA

THE NAME RESTABLISHMENT

A ASTRO DISCUSSION




ASTRO KE ANUSAAR AGAR CHINA KE MADDENAJAR DEKHA JAE TO JAMBUDWEEP, ARYAAVARTA, INDIA NAAM ADHIK SUITABLE NAI*


SWARAANK PADDHATI INDIAN ASTRO KI EK AISEE GAHAN KHOJ HAI JO ATYADHIK SAFAL HAI*


BHAARAT KO CHINA NE HARAAYA AUR TIBBAT PAR KABJAA KIYA, BHAARAT AUR TIBBAT DONO KA FIRST LETTER UCHAARAN ANUSAAR 'BH' AURR 'T' 'CH' VARG KE RINEE HAIN, ISLIE CHINA NE BHAARAT AUR TABBAT KI BHUMI HADAPEE BALKI BHAARAT SE SHAKTISHAALEE BHI HUA*


WAHEE BHAARAT JABSE INDIA PUKAARA JANE LAGA CHINA KA PRABHAAV KAM HUA AUR BHAARAT KA VARCHSAV BADHA; KYUNKI UCHAARAN KE ANUSAAR INDIA KA FIRST LETTER 'I' KA 'CH' LETTER RINEE HAI ISLIE BHAARAT KI INDIA KE RUP MEI CHINA KE PRATI STHITI NA KEWAL BEHTAR HUI BALKI USKA SABSE BADA COMPETITOR BANKAR BHI UBHAR RAHA HAI*


ISEE PRAKAAR JAMBUDWEEP KA UCHCHAARAN KE ANUSAAR 'J' AUR ARYAAVARTA KA UCHAARAN KE ANUSAAR 'A' LETTER KA BHI CHINA KA 'CH' LETTER RINEE HAI MEANS DEBTER*


ISLIE BHAARAT NISANDEH SUNDER NAAM HAI MAGAR ASTRO KEVANUSAAR YAA TO 'INDIA' HI RAHNE DIA JAE ATHWA 'JAMBUDWEEP' YAA ARYAVARTA RAKHA JAE*


MIDDLE AGE MEI 'SINDHUSTAAN' AUR 'HINDUSTAAN' KE UCHAARAN ANUSAAR 'S' AUR 'H' KA CHINA KA 'CH' RINEE HAI ATAH IS NAAM KE BHI PUNRSTHAAPAN MEI BHI BHAARAT BANAAM INDIA KA HI LAABH HAI*


BHAARAT TEEN ORE PAANEE SE GHIRA PRAAYDWEEP HAI AUR MUKHYA RUP SE EK ORE CHINA HI ISKA MUKHYA PADOSEE AUR PRATIDWANDEE HAI, ISLIE KUCH ASTRO BAATON KA DHYAAN RAKHA JAANA JAROOREE HAI*



*IT IS ASTRO ANALYSIS ONLY NOT POLITICAL PREDICTION IN ANY WAY*



No comments:

Post a Comment